Friday 31 August 2012

Mai hu Apne Maan ki Rani


Ha is jahan me mera bhi koi apna tha,
Ha is jahan me mera bhi koi sapna tha,
Ha mai hu apne maan ki rani,
Ha meri bhi hai ek alag khanani,
Pahale to kavi kavi unka saath bhi tha , 
Bich rah me mera saath chor chala gaya,
Sare wade aur kasame ko to chala gaya,
Ab bus avi hum aur mai meri saath meri tanhai,
Tere saath to mere liye ek sapna tha,
Haa is Jahan me mera koi apna tha,
Ha is jahan me koi koi sapna tha..................................

No comments:

Post a Comment